dream app

live promtion tap me ranking or sucessefull list me 30 30 user show ho rhe he dono list me ab 500 500 tak show hona chye mtlb itne user tak ki list dikhni chye abhi 30 30 hi dikh rhe he usek bad agla update ab jaise hi user ke 100 coin ho jate he to ab withdrawal tap ke andr sirf ye dikhna chye sabse upar withdrawal subcribers likha hua he isko esey hi rehne dena fir uske niche your balance isko bhi esey hi rehne dena par thode or achhe se likhna uniqe or profissinal tarike se ab iske niche youtube link box he isko b esa hi rehne dena ab iske niche thode se bade aksro me ye likhnhna Watch 25 ads to unlock the withdrawal ek baat dhiyan se smjho 100 coin hone ke baad withdrawal button ko disble kar dena jaise hi ye 25 coin dekh leta he withdral unlcok wale to withdrawal button enble kar dena mtlb user withdrwal button par tap krega or 1 2 second me withdrawal ho jayega or yhi pe suno ek or button show krana he yha pe mtlb 100 coin hone ke user withdrawal tab me aaya youtube link dalne ka box rega uske niche withdrawl button rega ( or ye button 25 ads dekhne par hi enble hoga hena ) lekin is button ke niche bhi ek button rega button 3D glass card glowing boarder par YT lighting run kar rhi ho button ka naam Get or is Get button par clic krrne ka isara dena jaise home page par kaise play button par hand isara kar rha he clic krne ka vesa same yha par bhi okk or is Get button par click karte hi user home page par poge jayega ( mtlb 25 ads or dekhna he to usko task krne ke liye poch jayega ) ab ye task complet hote hi ab jaise hi 25 ads comlete huwe task line baar bhar jayega fir withdrawal tab me new step teyar regi mtlb 25 ads hone ke baad user pehle withdraal krega withdral karne ke bad show krana ye ( or ek or bat user yt link kabhi bhi dal skta he jaise hi vo dale save kr lena iske liye kabhi koi rok tok ni krna he mtlb new user bhi dal skta he mtlb uski link yt box me save dikhegi usko or vo chage to edite bhi kar skta he ok ab jaise hi get par click kare to home page par jana chaye. ab home par par task bar line khali rehna chye or line task line bar ke upar ab esa likha hona chye. Current sub target Withdrawal Unlock or task line bar ke niche left me earned (X) mtlb jitne bhi coin ho or right me 25 ( note man lo ye withdrawal unlock ke liye 25 ads the isliye yha pe 25 he agar koi sa bhi task ho jaise ki aage ke task under reivew quality selection vgera renge unme jitne ads dekhne ko kaha jayega utne ads likh dena ) or ab aage suno ha to apn isi page par he abhi to yha par abhi 25 ads dekhne ko kaha jaa rha he to ab task bar line bhi 0 se 25 coin par full ho jayegi smjhe ab 100 coin par task bar line ni bharegi balki 25 hone par bharegi q ki abhi current target 25 coin ka he to ab jaise hi user get par clic kra to ab uske samne task line bar khali rega jaise jaise coin badeng vo bharta rega jaise hi 25 coin huwe full ho jayega okk is tarah ye step puri complete hui ab withdrawal tab me new page show hoga abhi to is page ka ui bhot bekar he aap is page ka ui achha bana dena. upar user ke 125 coin show krana q ki 100 coin usne old step me compelet kiye the or 25 abhi kiye he to upar likha aana chye Your balance 125 ( coin ka emoji ) ab ek bada glass card bana dena uske andr likhna 100 sub processing... ab yha pe do option show krana he 10 minute me withdrawal chahiye (25 ads) iske samne ek button show krana button ka naam Get (is gate button par bhi play button par kse hath isara kar rha he clic karne ko vse hi ispe bhi karana okk ) dusra option 48 ghante me withdrawal chahiye (15 ads) iske samne bhi button show krana iska naam bhi Get ( ispe hand mt lagana okkk ) ab dhiyan rkhan UI mst ho pura page mst dikhna chye or button vgera to kse rkhna he apko pata hi he 3d glass card boarder par lighting okk koi she bhi kisi bhi step ke button vgera esey banana baar bar ye bat me nhi bolunga ok baki text vgera bhi achi se likhna proffesnal tarike se text hon ka colour bhi or sab trusted or uniqe dikhna chye ok ab aate he aage in do button me se kisi bhi ek button pe clic krega user jaise hi Get par clic krega user home par aayega jitne coin he utne task bar line ke niche likha rega or task bar line khali rega agr ab man lo usko 25 ads dekhne ka he to ab task bar line khali rega hena ab or task line bar 25 coin hone par bharega mtlb jaise jaise coin badenge vse vse task line bar bhi bhrega ok ye or upar task line bar ke upar ye likhna withdrawal timing mtlb ye baat bhi achhe se smjh lo jab jab user ka step jo bhi rega upar vhi step ka naam hoga or dusri bat ye smjh lo user ne kisi bhi step par select kar ke home par aaye tab tab task line bar bhi us hisab se hona chye maan lo jaise hi user koi step par kisi optoin ko select karta he to task line bar 0 se utne coin tak ki hogi jitne coin ka usne select kia hoga agr kisi task me user ko 10 ads dekhna hoa to ab task line bar 0 se 10 ke rega man lo user ne ek ads dekha to task line bar 10% bhar jayega 10 coin ke hiab se is tarah smjh gye na har step me ye bat jarur dhiyan me rkhna step task line bar hmesa coin ke hisab se rena chye mtlb ads ya coin jo bhi hena to is tarah apni dusei step bhi complete hoti he ab next step bhi comlete hogy he mtlb man lo user ne second step me 25 ads dekhne wala plan select kia tha to ab usne 25 ads dekh liye he to ab task bar line bhari hui hogi hena user ne 25 ads dekh liye to ab isko to esey hi rene dena ab or withdrawal tab me new step user ka intjar kar rhi he sabcribers Quality isme bhi ek bada glass card show karana uske andr ye sab hena upr balance vgera hena or isme bhi do plan renge choose karne ke liye Active and Real subcribers (20) ads ( iske samne button show krana button ka naam vhi Get or ispe hath se isaara karana click krne ka ok ) or dusra non active ( 15 ads ) (iske samne bhi button Get iske samne isara mt krana click krne ka ) ha to ab user kisi bhi plan par select kar ke Get par clic krega home page par pocha dena usko

Comments

Popular posts from this blog

Long Distance Love Tips